Wednesday, August 15, 2018

Main zard beej hun aur sabz hona chahta hun,

Main zard beej hun aur sabz hona chahta hun,
meri zameen, teri mitti ka mashwara kya hai ?
Bikhar raha hun teri tarah main bhi aye radd-e gul,
so tujh se poochhta hun,  tera tazarba kya hai .. ?



No comments:

Post a Comment